Friday, April 11, 2008

dawe hain dawon ka kyon

aaj phir chai batithkee dekhi sunil bhai ka photo load karne ka unguided type ka prayas usfal raha. kal kamre par sunil bhai dawa kar rahe the ki photo naitkee me pad chuki hai aur photos ne baithkee me aag lagau type ka mahaul paida kar diya hai. unka dawa ek dum teekh nikla hindustani neta ki tarah. khair baki sub khairiyat hai hum log philhal ek saal meerut me hi hain. ye baat sarva samti se tayn hui hai. jis par hum dono aadig hain main parvat ki tarah aur sunil bhai...... ki tarah . upar se idea lagiye.phil aaj kal ka kamra geet (ye rastra geet type ke cheej hai )
jo wada kiya hai nibhna padega .... but kaise

No comments: